›Lyrics Kaaga Chhat Par Shor Machaye

Hindi Lyrics:
kaaga chhat par shor machaye 
reh reh kar mujhe hitchki aaye
kaaga chhat par shor machaye 
reh reh kar mujhe hitchki aaye
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega
kaaga chhat par shor machaye 
reh reh kar mujhe hitchki aaye
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega

barsegi sukh ki barkha
beet hai din intezaar ke
viraan si aankhon mein
jaage hai sapane phir bahaar ke
barsegi sukh ki barkha
beet hai din intezaar ke
viraan si aankhon mein
jaage hai sapane phir bahaar ke
ab saawan mohe raas na aave
dard judaai ka mit jaave
ab saawan mohe raas na aave
dard judaai ka mit jaave
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega

chhup chhup ke likhi hogi
usne kahani uss raat ki
kaagaz mein khushbu hogi 
mehandiwale uske haath ki
chhup chhup ke likhi hogi
usne kahani uss raat ki
kaagaz mein khushbu hogi 
mehandiwale uske haath ki
raat suhaani geet sunaaye
kaaga chhat par shor machaye 
reh reh kar mujhe hitchki aaye
kaaga chhat par shor machaye 
reh reh kar mujhe hitchki aaye
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega
deewana dil yeh samjhaaye
raat suhaani geet sunaaye
deewana dil yeh samjhaaye
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega

chaahat ne li angdaai 
mehki hai meri tanhaaiya
sapanon ke prem nagar mein
gunji khushi ki shehnaaiya
chaahat ne li angdaai 
mehki hai meri tanhaaiya
sapanon ke prem nagar mein
gunji khushi ki shehnaaiya
jab bhi hawa ka jhonka aaye
uske badan ki khushbu laaye
jab bhi hawa ka jhonka aaye
uske badan ki khushbu laaye
dekh lena aaj - 2
sandesa yaar ka aayega - 2
sandesa mere yaar ka aayega
sandesa yaar ka aayega
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks