›Lyrics Jo Main Jaanti Un Ke Liye
Hindi Lyrics:Jo Main Jaanti Un Ke Liye -2 Mere Dil Mein Kitnaa Pyaar Hai Itnaa Pyaar Main Karti Kyon Ho, Itnaa Pyaar Main Karti Kyon, Jo Main Jaanti Un Ke Liye [ Jo Main Jaanti Un Ke Liye Song Lyrics ] Jo Main Soch Samajh Ke Chalti, Had Se Baat Guzarti Kyon -2 ( Anjaane Nainon Se Ulajh Ke Jeete Jee Main Marti Kyon ) -2 Jeete Jee Main Marti Kyon Itnaa Pyaar Main Karti Kyon Jo Main Jaanti Un Ke Liye Mere Dil Mein Kitnaa Pyaar Hai Itnaa Pyaar Main Karti Kyon Ho, Itnaa Pyaar Main Karti Kyon, Jo Main Jaanti Un Ke Liye Hardam Uljhi Lat Se Uljhoon -2 Kaajal Pheroon Akhiyan Mein -2 Vo Jo Na Aate To Main Itnaa, Banti Aur Sanvarti Kyon -2 Banti Aur Sanvarti Kyon Itnaa Pyaar Main Karti Kyon Jo Main Jaanti Un Ke Liye Mere Dil Mein Kitnaa Pyaar Hai Itnaa Pyaar Main Karti Kyon Ho, Itnaa Pyaar Main Karti Kyon, Jo Main Jaanti Un Ke Liye Haay Re Meethaa Dard Jigar Kaa, Haay Re Pahlaa Pahlaa Pyaar -2 Jo Main Jaanti Ye Sab Hogaa, Is Mushkil Mein Padti Kyon -2 Is Mushkil Mein Padti Kyon Itnaa Pyaar Main Karti Kyon Ho, Jo Main Jaanti Un Ke Liye Mere Dil Mein Kitnaa Pyaar Hai Itnaa Pyaar Main Karti Kyon Ho, Itnaa Pyaar Main Karti Kyon, Jo Main Jaanti Un Ke Liye [ Jo Main Jaanti Un Ke Liye Song Lyrics ]