›Lyrics Jisne Mere Sapne Mehkaye
Hindi Lyrics:La ra la la la la la La ra la la la la la Hmm jisne mere sapne mehkaye Mujhse milke woh kyun sharmaye Jaane uske dil mein kya kya ho Usko sochoon to kuch ho jaaye Na jaane ab kya kare yeh dil ki lagi Mushkil mein aane lagi hai yeh zindagi Yeh zindagi Jisne mere sapne mehkaye Mujhse milke woh kyun sharmaye Jaane uske dil mein kya kya ho Usko sochoon to kuch ho jaaye Yeh dil to ab hain uska Yeh jaan ab hain uski Woh arzoo jeene ki Mujhe talab hai uski Kahe mera dil Uska khayal Mujhe raat din sataye Jisne mere sapne mehkaye Mujhse milke woh kyun sharmaye Jaane uske dil mein kya kya ho Usko sochoon to kuch ho jaaye Nazar nazar se milkar Bana hain yeh afsana Mein jis tarah jalta hoon Jalenga kya parwaana Mera haale dil jaane na woh Koi to usse bataye Jisne mere sapne mehkaye Mujhse milke woh kyun sharmaye Jaane uske dil mein kya kya ho Usko sochoon to kuch ho jaaye Na jaane ab kya kare yeh dil ki lagi Mushkil mein aane lagi hain yeh zindagi Yeh zindagi Jisne mere sapne mehkaye Mujhse milke woh kyun sharmaye Jaane uske dil mein kya kya ho Usko sochoon to kuch ho jaaye