›Lyrics Jism hain
Hindi Lyrics:Hoo…hoo…hoo… Hoo…hoo…hoo… Dil kahe chal, ghar se nikal Dil kahe chal tu, ghar se nikal tu, dhhoondhh jaa kar nishaaniyaan Jo bata ye ke sach hai ya teri zindagi bas kahaaniyaan Dar dukaanose aasmaanon se poochh jaa kar kahin tu Hoo…hoo…hoo… Jism hain, huh! jaan hai, kaun hai, tu hai bhi ya nahin Dhoop hai, chaanv hai, ret hai, raat hai, kaun hai, tu hai bhi ya nahin Haan khel hai, khayaal hai, ya koyi sawaal hai Bujh raha, deep ya, ,jal rahi mashaal hai Saare rishton ko, saare naaton ko -2 Tod kar aaj hum chale Kaise roke koyi hamein sab ko chhodkar aaj hum chale Chaand kehta hai kaun dil se ki poochh jaa kar kahin tu Hoo…hoo…hoo… Jism hain, jaan hai, kaun hai, tu hai bhi ya nahin Dhoop hai, haan, chaanv hai, haan, Ret hai, raat hai, khel hai, khayaal hai Jism hai, jaan hai, tu hai bhi ya nahin