›Lyrics Jis Rut Mein Chudiyaan
Hindi Lyrics:(Jis Rut Mein Chudiyaan Khanakati Hain - 2 Woh Rut Aa Gayi Mastaani - 2 Dulhe Raaja Aayenge Le Jaayenge Banaake Raani - 2) - 2 O Jis Rut Mein Chudiyaan Khanakati Hain O Bachpan Ke Khel Khilaune, O Gudiyaan Ki Shaadi - 2 Yaad Aayegi Bholepan Ki Baatein Sidhisaadhi O O O Baatein Sidhisaadhi.... Bhul Ke Sakhiyon Ki Naadaani, Tu Ban Jaaye Sayaani - 2 Dulhe Raaja Aayenge Le Jaayenge Banaake Raani Banno Ka Aanchal Deewaana Paagal Barasega Piyaan Par Yeh Bankar Baadal Banno Ke Kangan Karate Hai Khankhan Yeh Rukati Saansein Haay Badhati Dhadkan Gaati Hain Baabul Ki Galiyaan, Kehate Hai Chaubaarein - 2 Tere Daaman Mein Bhar Jaayein Ambar Ke Sab Taarein Haan Haan Haan Ambar Ke Sab Taarein Tere Din Ho Rang Hasin Ke, Raatein Ho Nuraani - 2 Dulhe Raaja Aayenge Le Jaayenge Banaake Raani Jis Rut Mein Chudiyaan Khanakati Hain, (Woh Rut Aa Gayi Mastaani - 2) Dulhe Raaja Aayenge Le Jaayenge Banaake Raani – 2 [ Jis Rut Mein Chudiyaan Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]