›Lyrics Jhoom Raheen Baagon Mein

Hindi Lyrics:
ra : jhoom raheen 
aa ha ha 
jhoom raheen 

jhoom raheen 
aa ha ha -3 
jhoom raheen baagon mein 
aa ha ha 
bheegi hui daaliyaan  -2 
jhoom raheen 
aa ha ha 
jhoom raheen baagon mein 

ji : jaise tere 
ra : a ha ha 
jaise mere 
ji : jaise tere kaanon mein 
ra : kaanon mein 
ji : chandan ki baaliyaan  -2 
jhoom raheen 
a ha ha 
jhoom raheen 
a ha ha 
jhoom raheen baagon mein 
ra : a ha ha 
do : bheegi hui daaliyaan  -2 
jhoom raheen 
a ha ha 
jhoom raheen baagon mein 

ji : kaisa suhaana hai barakha ka mausam 
ra : a ha ha -3 
ji : kaisa suhaana hai barakha ka mausam 
ra : naach raheen 
a ha ha 
naach raheen dil mein 
umangen chhamaachham  -2 
ji : bachche kushi mein bajaate hain taaliyaan 
a ha ha 
jhoom raheen baagon mein 
ra : a ha ha 
do : bheegi hui daaliyaan  -2 
jhoom raheen 
a ha ha 
jhoom raheen baagon mein 

ra : dulha main baagon ka 
soorat hain meri madhur  -2 
phool hai mera sasur  -2 
haan phool hai mera sasur 
aur ye kaliyaan jo hain 
ji : aur ye kaliyaan jo hain 
ra : aur ye kaliyaan jo hain 
sab hain meri saaliyaan  -2 

jhoom raheen 
a ha ha 
jhoom raheen baagon mein 
a ha ha 
do : bheegi hui daaliyaan  -2 
jhoom raheen 
a ha ha 
jhoom raheen baagon mein 
bheegi hui daaliyaan  -2 
jhoom raheen 
a ha ha 
jhoom raheen baagon mein
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks