›Lyrics Jhoom Jhoom Naachu, Hai Dil Aashiqaana
Hindi Lyrics:(jhoom jhoom naachu, hai dil aashiqaana mere liya hai saara jamaana hey hey hey...) - 2 gore gore gaal, yeh kaale kaale baal yeh ?? jaisi aankhein, yeh honth laal laal le gaye dil mera, le gaye dil mera jhoom jhoom naachu, hai dil aashiqaana mere liya hai saara jamaana hey hey hey (chala gaya pehalu se haay mera dil kehake mujhe bye bye mera dil) - 2 (dil yeh sambhaale sambhalata nahi jor koi dil pe chalata nahi) - 2 yeh roop ke nazaare, yeh kaatil ishaare maangate hai mujhse yeh pyaar ke sahaare kya karu main haay, kya karu main haay jhoom jhoom naachu, hai dil aashiqaana mere liya hai saara jamaana hey hey hey (raat raat bhar mujhe nind nahi aaye jaane kisi?? yaad mere dil ko sataaye) - 2 (kaunsi haseena ne jaadu kiya hai dard-e-dil yeh kisane diya hai) - 2 main kya karu haay koi toh samajhaaye iss dard-e-dil dawa toh bataaye hoga bada ehsaan, hoga bada ehsaan (jhoom jhoom naachu, hai dil aashiqaana mere liya hai saara jamaana hey hey hey) - 2 gore gore gaal, yeh kaale kaale baal yeh ?? jaisi aankhein, yeh honth laal laal le gaye dil mera, le gaye dil mera jhoom jhoom naachu, hai dil aashiqaana mere liya hai saara jamaana hey hey hey