›Lyrics Jhoolna Dala De
Hindi Lyrics:jhoolana dala de more saiyaan ko bula de, o nanad ji saawan ki rut aai jhoolana dala de more saiyaan ko bula de, o nanad ji saawan ki rut aai lo jal barasaane aayeen ghataayen kaali -2 tum jhoothi boleen, aise mein to boloon ? o ari o ri nanandiya -2 mera bikharaa-bikhara baag, nahi ghar maali birahan deti duhaai ( jhoolana dala de more saiyaan ko bula de, o nanad ji saawan ki rut aai ) -2 ( bedardon se preet laga ke main pachhataai ho main pachhataai ) -2 ( din ne chain ganvaaya aankh ne nindiya ganvaayee, ha nindiya ganvaai ) -2 o are are nanadiya -2 ik baar unhen mila de bhala ho tera nin-nit tumhen mile na doya mera -2 ? ( jhoolana dala de more saiyaan ko bula de, o nanad ji saawan ki rut aai ) -2