›Lyrics Jaapan Love In Tokyo
Hindi Lyrics:jaapaan love in tokyo -2 le gayi dil gudiya jaapaan ki -2 paagal mujhe kar diya -2 jaapaan love in tokyo ... ye to shahar mastaana jiska andaaz maashooqaana deta hai pyaar ka paimaana karta hai sabko deewana -2 le gayi dil ... dekho vo gori-gori raahen hamko ishaare se bulaayen kitni rangeen hain fizaayen jaapaani pariyaan muskaraayen -2 le gayi dil ... naache har mod par jawaani kehti hai pyaar ki kahaani aayi vo kaibare ki raani jiski ada mein zindagaani -2 le gayi dil ...