›Lyrics Jaanu Ri Jaanu Ri
Hindi Lyrics:asha:jaanu jaanu ri kaahe khanake hai tora kangana -2 geeta:main bhi jaanoon ri chhupake kaun aaya tore angana ari jaanu ri chhupake kau aaya tore angana main bhi jaanu ri asha:peepal ki chainya tale batiyaan banaay ke peepal ki chainya tale peepal ki chainya tale batiyaan banaay ke bhole bhaale dil ko, le gaaya udaay ke sakhi jaanu ree, jhoome hai kaahe tora jhumaka -2 geeta:main bhi jaanu ree, chhupake kaun aaya tore angana asha:jaanoon jaanu ri kaahe khanake hai tora kangana geeta:main bhi jaanuri chhupake kaun aaya tore angana geeta:bainya marod ke, gher ke giraay ke bainya marod ke bainya marod ke, gher ke giraay ke baith gaye chailava main mein samaay ke gori jaanu main, kahaan pe giri hai tori bindiya -2 asha:jaanu jaanu ri kaahe khanake hai tora kangana geeta:main bhi jaanu ri chhupake kaun aaya tore angana asha:jaanu ri jaanu ri kaahe khanake hai tora kangana geeta:tu na kah kisi se, main bhi na kahungi main bhi na kahungi asha:achchha to ban ja tu uankee, main unaki rahungu, unaki rahuungi main unaki rahungi, unaki rahungi geeta:koi kya kare baaje jab paanv ki asha:koi kya kare baaje jab paanv ki payaliya both:koi kya kare baaje jab paanv ki