›Lyrics Jaaniye zara sa zara
Hindi Lyrics:Jaaniye Zara Sa Zara Sa Chhu Le Mujhe Jaaniye Tu Dur Kahi Le Ja Mujhe Khudse Paraya Karde, Apana Humsaaya Kar Le Mujhko Kuch Aise Bharle Baahon Mein Jaaniye Woh Baatein Saari Keh De Mujhe Jaaniye Rula Ke Phir Hasaade Mujhe Kush Aisa Karde Yaara, Kuch Na Rahe Hamaara Bas Ho Chehra Tumhaara Aankhon Mein, Jaaaniye Jaaniyee....... [ Jaaniye zara sa zara Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Naraz Aaj Kal Toh Zuban Ban Gayi Hai Jo ?? Nahi Hai Palak Bandagi Hai Ishaaro Ishaaro Mein, Asar Badh Raha Hai Yeh Jaadu Hai Kaisa Pata Tak Nahi Jaaniye Zara Sa Zara Sa Chhu Le Mujhe Jaaniye Tu Dur Kahi Le Ja Mujhe Khudse Paraaya Karde, Apana Humsaaya Kar Le Mujhko Kuch Aise Bharle Baahon Mein, Jaaaniye Jaaniyee....... Tamanna Hamaari Hadein Chhu Rahi Hai Yeh Saaye Se Tere Lipat Ro Rahi Hai Tumhi Labz Mere, Tumhi Har Taraana Tumhein Hai Sunaana Jo Abb Tak Likha Jaaniye Tu Dur Kahi Le Ja Mujhe - 2 Khudse Paraaya Karde, Apana Humsaaya Kar Le Mujhko Kuch Aisa Bharle Baahon Mein, Jaaaniye Jaaniyee Jaaniyee O Ho Jaaniyee Jaaniyee....... [ Jaaniye zara sa zara Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]