›Lyrics Jaane kaisa hai mera diwaana

Hindi Lyrics:
Jaane Kaisa Hai Mera Diwaana
Kabhi Apna Sa Lage, Kabhi Begaana 
Badi Bholi Ho, Ye Bhi Na Jaana
Kabhi Apno Ko Nahi Kehte Begaana 

[ Jaane Kaisa Hai Mera Diwaana Songs Lyrics  ]

Yu Bhi Jeeta Tha Magar Koyi Armaan Na The
Jab Talak Aap Mere Dil Ke Mehmaan Na The
Dil Ke Mehmaan Na The
Tumse Meheka Hai Mera Viraana 
Kabhi Apno Ko Nahi Kehte Begaana 

Main Woh Aazaad Ghata Tumne Jisse Baandh Liya
Apni Aankho Mein Mujhe Naya Aakaash Diya
Naya Aakaash Diya
Yahi Chhota Sa Mera Afsaana
Kabhi Apna Sa Lage, Kabhi Begaana 

Kabhi Chhede Hai Pawan Kabhi Chhede Hain Piya 
Yahi To Hoga Sanam Tumne Jab Pyaar Kiya
Tumne Jab Pyaar Kiya
Mere Paas Aao Chhodo Sharmaana
Kabhi Apno Ko Nahi Kehte Begaana

[ Jaane Kaisa Hai Mera Diwaana Songs Lyrics  ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks