›Lyrics Jaane Na Nazar
Hindi Lyrics:(Jaane Na Nazar Pehachaane Jigar Ye Kaun Jo Dil Par Chhaya (Mera Ang Ang Muskaya)) - 2 (Aawaaz Ye Kiski Aati Hai Jo Chhed Ke Dil Ko Jaati Hai ) - 2 Main Sun Ke Jise Sharmaa Jaaun Hai Kaun Jo Mujh Mein Samaya Mera Ang Ang Muskaya - 2 [ Jaane Na Nazar Song Lyrics ] Jaane Na Nazar Pehachaane Jigar Ye Kaun Jo Dil Par Chhaya Mujhe Roz Roz Tadapaayaa - 2 (Dhuudenge Use Ham Taaron Mein Saawan Ki Thandi Bahaaron Mein) - 2 Par Ham Bhi Kisi Se Kam To Nahi Kyon Ruup Ko Apane Chhupaya Mujhe Roz Roz Tadapaayaa - 2 Jaane Na Nazar Pehachaane Jigar Ye Kaun Jo Dil Par Chhaya Mera Ang Ang Muskaya - 2 (Bin Dekhe Jisko Pyaar Karun Gar Dekhun Us Ko Jaan Bhi Du) - 2 Ek Baar Kaho O Jaadugar Ye Kaun Saa Khel Rachaayaa Meraa Ang Ang Muskaayaa - 2 Jaane Na Nazar Pehachaane Jigar Ye Kaun Jo Dil Par Chhaya Mera Ang Ang Muskaya - 2 [ Jaane Na Nazar Song Lyrics ]