›Lyrics Jaane Kyun Main Tujhko
Hindi Lyrics:Aa haa, aa haa, aa haa La la, la la, la la la Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon Jaane kyun main teri har baat sochta hoon Yeh paagalpan hai yaa pyaar hai Yeh kaisa mujhpe khumar hai Har pal ho tujhse meri mulaqat sochta hoon Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon Tere khayalon mein khoye rehna Mera kaam ab yehi hai Yeh jaan le tu ki pagal dil ka Paigham ab yehi hai paigham ab yehi hai Ho jaye shaayad koi karamat sochta hoon Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon Jaane kyun main teri har baat sochta hoon Milne ko aksar mile tu mujhse Phir bhi hain faasle kyun Dil ki lagi ne banaye hain yeh Benaam silsile kyun benaam silsile kyun Badlenge kaise ab yeh haalat sochta hoon Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon Jaane kyun main teri har baat sochta hoon Yeh paagalpan hai yaa pyaar hai Yeh kaisa mujhpe khumar hai Har pal ho tujhse meri mulaqat sochta hoon Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon