›Lyrics Ishq Khud Ba Khud

Hindi Lyrics:
do you know what it takes to fall in love
no
because i don' t know what it takes too
doston kabhi laila ne ishq nahi sikha tha
majnu ne ishq nahi sikha tha
woh nazron ka milna - 2 pehli baar
jaane kya sikha jaata hain
ishq khud ba khud aa jaata hain
doston kabhi laila ne ishq nahi sikha tha
majnu ne ishq nahi sikha tha
woh - 2 nazron ka milna pehli baar
jaane kya sikha jaata hain
ishq khud ba khud aa jaata hain

nigaahen mil jaati hain balaayen tal jaati hain
koi na roke ishq ko phir hone se bhi yaar
zabane sil jaati hain muraaden mil jaati hain
milti hai khushiyaan ishq mein toh rone se hi yaar
yeh hai love love love love love love maano na
yeh hai love love love love love love jaano na
doston kabhi laila ne ishq nahi sikha tha
majnu ne ishq nahi sikha tha
woh - 2 nazron ka milna pehli baar
jaane kya sikha jaata hain
ishq khud ba khud aa jaata hain

chand lafzon ka kehan chand lafzon ka sunna 
yun kehte sunte koi apana ban hi jaata hain
tamannaon ka likhna khaton ka aana jaana
ishq mein shaayad har aashiq ban hi jata hai
yeh hai love love love love love love samjho na
yeh hai love love love love love love jaanejaa 
doston kabhi laila ne ishq nahi sikha tha
majnu ne ishq nahi sikha tha
woh - 4 nazron ka milna 
woh nazron ka milna pehli baar
jaane kya sikha jaata hain
ishq khud ba khud aa jaata hain
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks