›Lyrics Ishq Hai Ishq Hai
Hindi Lyrics:--FEMALE-- Jab neend na aaye, aah Jab yaad sataaye, aah aah aah Jab dil ghabaraaye, aah aah aah aah, aah Jab gham tadpaaye Isse kya kahiye, mere rab tu bata --CHORUS-- Ishq hai, ishq hai, ishq hai, ishq hai --FEMALE-- Ishq haar bhi hai, ishq jeet bhi hai Dil ka dushman bhi hai, dil ka meet bhi hai --CHORUS-- Ishq hai, ishq hai, ishq hai, ishq hai --FEMALE-- Ishq haar bhi hai, ishq jeet bhi hai (Kabhi ishq banke shama jagmagaaye Kabhi banke gham ka andhera yeh chhaaye) - 2 Ishq hai geet bhi, ishq hai raag bhi Dil jalaa de magar ishq voh aag bhi Aag lagaaye, hosh udaaye Dil ko sataaye, jaan gawaaye Ek deewangi hai isse kya kahoon --CHORUS-- Ishq hai, ishq hai, haan yehi ishq hai --FEMALE-- Ishq haar bhi hai, ishq jeet bhi hai Dil ka dushman bhi hai, dil ka meet bhi hai Ishq hai, ishq hai, haan yehi ishq hai (Kabhi ishq dil mein khushi leke aaye Kabhi ishq aansu in aankhon mein laaye) - 2 Ishq mein hai khushi, ishq mein dard bhi Iske sau roop hai, ishq hai zindagi Khwaab dikhaaye, phir chaukaaye Dil ko dukhaaye, chain churaaye Ishq aakhir hai kya, main bhi hairaan hoon --CHORUS-- Ishq hai, ishq hai, haan yehi ishq hai --FEMALE-- Jab neend na aaye, jab yaad sataaye Jab dil ghabaraaye, jab gham tadpaaye --CHORUS-- Aah aah aah, aah aah, aah aah... --FEMALE-- (Aah aah, aah aah, aah aah, aah aah, aah, ho)