›Lyrics Ishq Hai Behaya
Hindi Lyrics:Kameena hai yeh kambakht hai Nikamma nigora babakht hai Mile ishq ko kya kya kitaab Magar ishq kya hai, ab humse suniye janaab Sau baar dil se nikala ise Kya kya nahi keh dala ise Besharm hai paas aata nahi Is kis bahaane se taala ise Phir bhi na dil se gaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Sau baar dil se nikala ise Kya kya nahi keh dala ise Besharm hai paas aata nahi Is kis bahaane se taala ise Phir bhi na dil se gaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Aankhon ke raste se saanson mein aata hai Phir dil pe qabza jamaata hai yeh Do chaar din mauj masti karaata hai Khwaabon ke duniya dekhaata hai yeh Aashiq ko haske petaata hai yeh Baazu ke gaane bichhaata hai yeh Shaavir shikaari hai phir pyaar se Milke hi mauka phasaata hai yeh Koyi perinda naya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Behaya, meetha zeher hai yeh Ang leher hai yeh Iske lapete mein aana na tu Aawara badal hai thoda sa pagal hai Isko kabhi mooh lagaana na tu Kadmein milne se yeh darta nahi Logon ki parwah karta nahi Bachpan se bighra huwa hai munna Kuch bhi kaho par sudharta nahi Arre aaye na isko haya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Sau baar dil se nikala ise Kya kya nahi keh dala ise Besharm hai paas aata nahi Is kis bahaane se taala ise Phir bhi na dil se gaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya Posted By : Mastani Laila