›Lyrics Hum yaha, tum yaha (Female)

Hindi Lyrics:
(Hum yaha, tum yaha, dil jawaan woh sama
Lekin kaha, shuru shuru ke pyaar ka
Phir se chalo, churaaye dil yaar ka) -2
Hum yaha, tum yaha

Nikle zara gharse, phir woh ghata barse -2
Aag ye phir lage, phir uthhe dilse dhuwa
Hum yaha, tum yaha, dil jawaan woh sama
Lekin kaha, shuru shuru ke pyaar ka
Phir se chalo, churaaye dil yaar ka

(Dere na…re…da ra da…dere na…de….de…)

Chaaha tumhe kitna, dhhundhha tumhe kitna -2
Mil gaye ham magar, kho gaye ham phir kaha
Hum yaha, tum yaha, dil jawaan woh sama
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks