›Lyrics Hum Kis Galin Ja Rahein Hain

Hindi Lyrics:
hum kis galin ja rahein hain - 2
apana koyi thikaana nahin - 2

armaano ki anjuman mein besud hain apani lagan mein
apana koyi fasaana nahin - 2
ye yi ye yi ye yi ye...o o o o o o o... - 2

(ek ajnabi sa chehara, rehata hain meri nazar mein
ek dard aa ke thehara din raat darde jigar mein) - 2
jaagi hain kaisi talab si, ye aarajoo hain ajab si
lekin kisiko bataana nahin - 2
hum kis galin ja rahein hain - 2
apana koyi thikaana nahin - 2

(betaabiyaan hain pal pal chayaa ye kaisa nasha hai
khaamoshiyon mein sada hosh bhi gumshuda hai) - 2
dar dar ka ghumata hai, masti mein kyon jhumata hai
deewaane dil ne jaana nahin - 2
hum kis galin ja rahein hain - 2
apana koyi thikaana nahin - 4
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks