›Lyrics Ho Rasiya Ho
Hindi Lyrics:zb, ts, chorus: ho rasiya ho, kabhi le chal tu jamuna ke paar re zb: ho duniya ke dar se dilon ki raheen dil mein ts: ho dilon ki raheen dil mein zb: tu bhi mushqil mein hai main bhi mushqil mein cho: ho rasiya ho, rasiya ho beeti jaaye umariya hamaar re ho rasiya ho ... ss: aao mere sainya main jaaoon mari zb: o main jaaoon mari ss: jamuna paar chalo baje baansuri zb: baje baansuri bo: mohe maaro na biraha ki maar re ho rasiya ho ... zb: ho khet rahenge jawaani rahe na ss: ho jawaani rahe na zb: ho khet rahenge jawaani rahe na ss: jawaani rahe na zb: aao bhi sainyaan koi ye kahe na cho: ho rasiya ho, rasiya ho toone jaani na laagi sitaar re ho rasiya ho ...