›Lyrics Ho Jaanewale Raahi - Slow

Hindi Lyrics:
(ik pal ruk jaana 
ho~ jaane vaale raahi 
ruk jaanaa-3 ik pal ruk jaana ho)  -2 

(na roke hai raah tori bainyaan hamaar 
na bandhan mein baandhe hain nainon ke taar)  -2 
jo roke to roke hai man ki pukaar 
ik pal (ruk jaanaa)-3 ik pal ruk jaana ho 

(lagaaye ja man pe judaai ke teer 
chhupa loongi apane karejava mein peer)  -2 
na tujhase kahenge ye nainon ke neer 
ik pal ruk jaana ruk jaana ruk jaana 
ik pal ruk jaana ho 
ik pal ruk jaana 
ho~ jaane vaale raahi 
ruk jaanaa-3 ik pal ruk jaana ho
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks