›Lyrics Hawa Mein Dil Dole
Hindi Lyrics:la: (hava mein dil dole machal kar bole)-2 daras dikhala de balam bhole bhole cho: hava mein dil dole machal kar bole daras dikhala de balam bhole bhole la: hava mein dil dole machal kar bole la: na chain aaye na neend aaye, bada naazuk zamaana hai cho: na chain aaye na neend aaye, bada naazuk zamaana hai la: hazaaron teer chalate hain, hamaara dil nishaana hai cho: ghataayen kaali kaalee, ye rut matavali sadaayen haule haule la: hava mein dil dole machal kar bole cho: daras dikhala de balam bhole bhole la: hava mein dil dole machal kar bole la: aana hai to a jaao, bahaaren phir na aayengi cho: aana hai to a jaao, bahaaren phir na aayengi la: juda rah kar na tarasaao, neenden toot jaayengi cho: baahon mein pade jhoole, hamein tum bhoole balam bhole bhole la: hava mein dil dole machal kar bole cho: daras dikhala de balam bhole bhole hava mein dil dole machal kar bole daras dikhala de balam bhole bhole