›Lyrics Har Ghadi Bekhudi

Hindi Lyrics:
har ghadi bekhudi har ghadi bebasi dil bhi bekarar hain 
kya yahi pyaar hain - 2 
na yahaan nind hai na wahaan chain hain dil bhi bekarar hain 
kya yahi pyaar hain - 2 

mohabbat kaise huyi ye chaahat kaise huyi - 2 
koi bhi na jaane ye kab ho jaayein 
jawa dil dhadake to sab ho jaayein 
har ghadi kisika intzaar hota hain 
haan yahi hota hain jab pyaar hota hain 
har ghadi bekhudi har ghadi bebasi dil bhi bekarar hain 
kya yahi pyaar hain - 2 

ye waada nibhaayoge tum mujhe yu hi chaahoge tum - 2 
jab tak meri ye saans chalegi teri ulfat ki ye shamma jalegi 
pyaar mein kya jina dushwaar hota hain 
haan yahi hota hain jab pyaar hota hain 
har ghadi bekhudi har ghadi bebasi dil bhi bekarar hain 
kya yahi pyaar hain - 4 
na yahaan nind hai na wahaan chain hain dil bhi bekarar hain 
kya yahi pyaar hain - 4
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks