›Lyrics Hamne jafa na seekhi

Hindi Lyrics:
Hamne jafa na seekhi, unko wafa na aayi
Patthar se dil lagaaya, aur dil ne chaunt khaayi

Apne hi dil ke haathon, barbaad ho gaye ham
Kis-se karein shikaayat, ab kisko dein duhaai

Duniya banaane waale, main tujhse poochhta hun
Kya pyaar ka jahaan mein, badla hai bewafaai
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks