›Lyrics Ham Pyar Ka Sauda

Hindi Lyrics:
ham pyaar ka sauda karte hain ek baar  -2 
chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye  -2 
ham pyaar ka sauda ... 

ishq tera aag hai to ismein jalte jaayenge 
maut ho ya zindagi ham saath chalte jaayenge 
ham vo nahi hain pyar ke raahi jo duniya se dar jaaye 
ham pyaar ka sauda ... 

chaahe badle aasmaan aur chaahe badle ye zameen 
aankh neechi ho vafa ki aaisa ho sakta nahi 
ham toofaan mein daal ke kashti doob ke paar utar jaaye 
ham pyaar ka sauda ...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks