›Lyrics Hairat-E-Nazzaara Aakir Ban Gain Raanaaiyaan

Hindi Lyrics:
Hairat-E-Nazzaara Aakir Ban Gain Raanaaiyaan
Kaak Ke Zarron Mein Aati Hain Nazar Gulzaariyaan

Jab Se Dekha Hai Tujhe Ik Dard Hai Dil Mein Nihaan
Ai Saba Le Ja Tuuhi Un Tak Meri Bedaariyaan

Marhaba Barq-E-Jamaal-E-Yaar Tujh Par Be-Nisaar
Marhaba Josh-E-Junuun-E-Ishq Ki Rusavaaiyaan

Alvida Ai Qaafile Waale Mujhe Ab Chhod Do
Meri Qismat Mein Likhi Hain Dasht Ki Viraaniyaan
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks