›Lyrics Haay Yeh Tune Kya Kiya

Hindi Lyrics:
su : ( haay ye tune kya kiya mujhe phir ye kya bata diya 
dard jo meetha-meetha tha aur use badha diya 
haay ye tune kya kiya )  -2 

ra : hamne to dil luta diya hamane to sar jhuka diya  -2 
ab to jo ho hua kare  -2 
hamne to ghar jala diya 
dard jo meethaa-meetha tha aur use badha diya 
haay ye tune kya kiya 

su : haay ye tune kya kiya mujhe phir ye kya bata diya 
dard jo meethaa-meetha tha aur use badha diya 
haay ye tune kya kiya 

su : dil se jo dil ko raah thi kab wo chhupaaye chhup saki  -2 
honthon ne rok li hansi aankhon ne muskura diya  -2 
dard jo meethaa-miitha tha aur use badha diya 
haay ye tune kya kiya 

haay ye toone kya kiya mujhe phir ye kya bata diya 
dard jo meethaa-miitha tha aur use badha diya 
haay ye tune kya kiya
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks