›Lyrics Haal Kaho Aur Haal Suno

Hindi Lyrics:
ma pa ga pa ma pa 
pa dha ni dha pa ni
haal kaho aur haal suno
ga ma pa ma ga pa
dil ki kaho kuchh dil ki suno
ma pa dha pa ma dha
pa dha ni dha pa ni
haal kaho aur haal suno
dil ki kaho kuchh dil ki suno
aaise bhi hamse milon
chhodo yeh pal do pal ka - 2
aana jaana
haal kaho aur haal suno
dil ki kaho kuchh dil ki suno
chhodo yeh pal do pal ka
aana jaana

kaisa hai yeh silsila tera mera
hota nahi jo shuru
kaisa hai yeh silsila tera mera
hota nahi jo shuru
hoga kabhi jo mile kahi kabhi
teri meri aarzoo
par mile toh mile kaise bataa
mujhe tera na tujhe mera pata
bataa
koi yahaan pe kyon ho - 2
begaana

ma pa ga pa ma pa 
pa dha ni dha pa ni
kabhi koi shaam naam mere bhi
apani tum kar do na
kabhi koi shaam naam mere bhi
apani tum kar do na
kahne ko jo baat bekaraar hoon 
tum wahi keh do naa
aaisa na ho gujar jaaye sama
mile tujhe na mujhe koi jahaan yahaan
chhodo bhi tum nazron ka - 2
yun churana
haal kaho aur haal suno
dil ki kaho kuchh dil ki suno
chhodo yeh pal do pal ka - 2
aana jaana
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks