›Lyrics Gutur Gutur Chadh Gaya Upar Re
Hindi Lyrics:(gutur gutur - 4 are chadh gaya oopar re ) - 2 atariya pe lotan kabootar re gutur gutur - 4 panchhi deewana chugh kar daana udd gaya phar phar re atariya pe haa atariya pe haai atariya pe lotan kabootar re marr gaya upar re gujariya pe lootan kabutar re gutur gutur - 4 panchhi deewana paaye jaha dana aaye wahi mud mud ke atariya pe haa atariya pe haai atariya pe lotan kabootar re are chadh gaya oopar re atariya pe sona kabootar re baalon mein to pankh daale hain goriya kitane kabootar maare hain goriya tune sikaar karke atariya pe lotan kabutar re gutur gutur - 4 yu toh kayi the paagal kabutar dil le udda ek ghayal kabutar nazaron se waar karke atariya pe sona kabutar re are chadh gaya oopar re atariya pe sona kabutar re gutur gutur - 4 sona kabutar leay uda chunri chunri ke sang mori leay gaya mundri dhak dhak yeh dil dhadke atariya pe sona kabutar re gutur gutur - 4 arey chunri mein taarein bhar de kabutar mundri mein moti chadh de kabutar dil ka ilaaj karke atariya pe sona lootan re gutur gutur - 4 are chadh gaya oopar re atariya pe sona kabutar re gutur gutur - 4 dekhi hai toh marr marr jai hai kabutar chali hai jo tankar aaise matakkar jobana pahaad karke atariya pe sona kabutar re gutur gutur - 4 main to chalungi matak matak kar neeyat kharaab kar daale kabootar dungi hazaar jhatake atariya pe sona kabutar re are chadh gaya oopar re atariya pe sona kabutar re abake mila to udane na dungi aur kaheen daana chunane na doongi rakhungi daboch kar ke atariya pe sona kabutar re gutur gutur - 4 haay zulmi bilaiya jo dhar daboche kaahe kabutar udane ki soche mit jaihe haay karake atariya pe lotan kabootar re chadh gaya upar re atariya pe sona kabutar re mar gaya upar re atariya pe lotan kabutar re panchhi deewana chugh kar daana udd gaya phar phar re atariya pe sona kabutar re chadh gaya upar re atariya pe sona kabutar re gutur gutur - 8