›Lyrics Ghaflat Na Thi Tassbure Didaar-E-Yaar Tha

Hindi Lyrics:
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha - 2
nazaara yeh jamaal mein gum??- 2
intjaar tha
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha

huaal?? mein sukun mein - 2
ke aalam sukun mein hai
huaal?? mein sukun mein, ke aalam sukun mein hai
main bekarar tha - 2
ke jahaan bekaraar tha
main bekarar tha, ke jahaan bekaraar tha
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha

saathi teri sharaab mein - 2
yeh khaas baat thi
saathi teri sharaab mein, yeh khaas baat thi
nasha bakadre hausalaaye baadaakhaar tha - 2
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha

koi gunaah hosh se badhkar gunaah nahi - 2
jo mast ho gaya wo - 3
bada hoshiyaar tha
jo mast ho gaya wo, bada hoshiyaar tha - 2

main ho gaya gubbaare rahe dost ai jaheen - 2
phir bhi kisike khaatire - 2
naazuk pebaar tha
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha
nazaara yeh jamaal mein gum?? intjaar tha
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks