›Lyrics Gazab Kiya Tere Vaade Pe
Hindi Lyrics:gazab kiya tere waade pe aitabaar kiya tamaam raat qayaamat ka intazaar kiya sautan ghar na ja o more saiyaan -2 sautan ghar na ja bairan ghar na ja o more saiyaan sautan ghar na ja o more saiyaan kabar na thi ke hamein ashqabaar kar doge hamaari kushiyaan kisi par nisaar kar doge tod ke mera pyaar ka sapana -2 na ja padu main tore paiyaan o more saiyaan -2 sautan ghar na ja bairan ghar na ja o more saiyaan