›Lyrics Gangaa Aaye Kahaan Se

Hindi Lyrics:
gangaa aaye kahaan se, gangaa jaaye kahaan re
aaye kahaan se, jaaye kahaan re
laharaaye paani men jaise dhuup - 2 chhaanv re

gangaa aaye kahaan se, gangaa jaaye kahaan re
laharaaye paani men jaise dhuup - 2 chhaanv re

raat kaari din ujiyaaraa mil gaye donon saaye
saanjh ne dekho rang rupp ke kaise bhed mitaaye
laharaaye paani men jaise dhuup - 2 chhanv re

kaanch koi maati koi rang - 2birange pyaale
pyaas lage to ek baraabar jis men paani daale
laharaaye paani men jaise dhuup - 2 chhanv re

naam koi boli koi laakhon ruup aur chehare
khol ke dekho pyaar ki aankhen dabate re sang mere 
laharaaye paani men jaise dhuup - 2 chhanv re
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks