›Lyrics Ek Teer Chala Dil Pe Laga
Hindi Lyrics:ek teer chala dil pe laga haai mera dil - 2 ek thes lagi thes lagi tuut gaya dil haai mera dil - 2 aye aansuon aao jal bes bachao - 2 seene mein mohabbat ki lagi aag jala dil - 2 haai mera dil - 3 mushkil tha bachana aaisa tha nishana chaha toh bahut dil ko bachana na bacha dil haai mera dil - 3 ki maine jo fariyaad kisne kiya barbaad kisne kiya barbaad dil ne kaha nazron ne toh nazron ne kaha dil - 2 haai mera dil - 3