›Lyrics Ek Rasta Do Rahi

Hindi Lyrics:
ki    ik rastaa aa haa aa haa do raahii aa haa aa haa
	ik chor ik sipaahii

ra 	bachapan kaa khel javaanii kaa sach
ki 	bachapan kaa khel javaanii kaa sach
ra    hai terii-merii zindagaanii kaa sach
	na miT sake nasiibo.n ke kalam kii syaahii
	ik rastaa aa haa 	hreedots
do 	ik chor ik sipaahii 	hreedots

ki 	achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai
ra 	achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai
ki 	kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai
ra 	kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai
ki 	naa banaa chor tuu marzii se na banaa mai.n sipaahii
ra    ik rastaa aa haa 
ra 	ma.nzil hai ek mere saathiyaa
ki 	ma.nzil hai ek mere saathiyaa
ra 	maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa
ki 	maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa
ra 	ham chalate hai.n to dete hai.n qadam ye gavaahii
ra 	ik rastaa aa haa 
do 	ik rastaa aa haa
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks