›Lyrics Ek Kamre Mein Hum Tum

Hindi Lyrics:
ek kamre mein ham tum band ho gaye
ham tum tum ham - 2
ek kamre mein ham tum band ho gaye
pyar karne ko dono rajamand ho gaye
pehle na dekhe the dilkash yeh pal
yeh lamhe dil ko pasand ho gaye
ek kamre mein ham tum band ho gaye
pyar karne ko dono rajamand ho gaye

tumko yahaan se main jaane na dungi
]ab aur tumko satane na dungi
tumko yahaan se main jaane na dungi
]ab aur tumko satane na dungi
iss raat ko jaan-e-man rok lunga
subaha ko jaldi main aane na dunga
pehle na dekha tha aaisa sama
deewane ham tere sang ho gaye
ek kamre mein ham tum band ho gaye
pyar karne ko dono rajamand ho gaye

dil ki tamanna hai tu mujh pe chha jaa
tujhko bulata hai yeh ishq aaja
dil ki tamanna hai tu mujh pe chha jaa
tujhko bulata hai yeh ishq aaja
madhoshiyo mein mazaa aa raha hai 
masti mein kya sochata hai tu raja
jaadu kiya tune kya jaan-e-jaan 
yeh dekh ke ham toh dang ho gaye
ek kamre mein ham tum band ho gaye
pyar karne ko dono rajamand ho gaye
pehle na dekhe the dilkash yeh pal
yeh lamhe dil ko pasand ho gaye
ek kamre mein ham tum band ho gaye
pyar karne ko dono rajamand ho gaye
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks