›Lyrics Ek Baar Phir Se Aaja
Hindi Lyrics:ek baar phir se aaja dil mein mere sama ja ek baar phir se aaja ai zindagi ki raahat ai jannaton ki jannat ek baar phir se aaja dil mein mere sama ja ek baar phir se aaja hooren nisaar tujh par sadaqe bahaar tujh par ( jaan-e-bahaar tu hai dil ka qaraar tu hai ) -2 tujhko kasam haya ki apni har ek ada ki ik baar muskara ja dil mein mere samaan ja ek baar phir se aaja dekha hai jab se tujhko deewana ho raha hai main is se aur ye mujhse begaana ho raha hai dil hai magar nahi hai sab kuch hai par nahi hai tere bagair duniya ya khwaaab ya khilauna is khwaab se jaga ja dil mein mere samaan ja ek baar phir se aaja -2 dil mein mere samaan ja ek baar phir se aaja