›Lyrics Duniya Mein Sabhi Chehare

Hindi Lyrics:
mu  : duniya mein sabhi chehare lagte to hain pehachaane 
sha : kyon phir bhi hain anjaane ye baat vahi jaane 
do  : duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehate hain 
apne hi apnon se yahaan begaane jaise rehate hain 
duniya isi ka naam ... 

mu : jo ham chaahen jo tum chaaho vo kab hota hai duniya mein 
sha : muqaddar ke ishaaron pe ye sab hota hai duniya mein 
do : ye sab hota hai duniya mein 
duniya isi ka naam ... 

mu : kabhi us mod par loota gaya hai kaaravaan dil ka 
jahaan se do kadam hi faasala baaki tha manzil ka 
sha : yahaan kehti hai khamoshi hazaaron gam ke afsaane 
magar isi baat ka matalab koi bedard kya jaane 
do : duniya isi ka naam ...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks