›Lyrics Duniya Ka Mela

Hindi Lyrics:
duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska
duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska
gaal uske gulabi
chaal uski sharaabi
o babu o lala
sabko salaam uska
duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska

tauba o meri tauba karte hai sab ishaare 
tauba o meri tauba kiski taraf woh dekhe 
aashiq hai uske saare kiski taraf woh dekhe 
sabki aankhon mein sabke sabko dekhe woh haske
sabka dil behlana jo thehra naam uska
duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska

kehte hai log uski jaadubhari hai baaten
kehte hai log uski aankhon mein har kisiki
katne lagi hai raaten aankhon mein har kisiki
neend uski udaaye chain uska churaye
aajkal shehar mein hai charcha naam uska
duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska
o babu o lala
sabko salaam uska
duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks