›Lyrics Dulhe ka sehra suhaana

Hindi Lyrics:
Aah Aah Aah, Aah Aah, Aah Aah Aah 
Shehnaaiyon Ki Sada Keh Rahi Hai 
Khushi Ki Mubaarak Ghadi Aa Gayi Hai 
Saji Surkh Jodi Mein Chaand Si Dulhan 
Zameen Pe Falak Se Pari Aa Gayi Hai 
Aah Aah Aah, Aah Aah Aah Aah, Aah Aah Aah - 2 
Aah Aah Aah, Aah, Aah Aah Aah Aah Aah - 2 
Aah Aah Aah, Aah Aah Aah Aah, Aah Aah Aah 

[ Dulhe ka sehra suhaana Songs Lyrics  ]

Dulhe Ka Sehra Suhaana Lagta Hai - 2 
Dulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai 
Dulhe Ka Sehra Suhaana Lagta Hai 
Dulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai 
Palbhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte - 2 
Ab To Har Apna Begaana Lagta Hai 
(Dulhe Ka Sehra Suhaana Lagta Hai 
Dulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai) - 2 

(Saat Pheron Se Bandha Janmon Ka Yeh Bandhan 
Pyaar Se Joda Hai Rab Ne Preet Ka Daaman) - 2 
Hain Nayi Rasmein, Nayi Kasmein, Nayi Uljhan 
Honth Hai Khaamosh, Lekin Keh Rahi Dhadkan 
Dhadkan Dhadkan, Dhadkan Dhadkan - 2 
Dhadkan Meri Dhadkan, Dhadkan Teri Dhadkan - 2 
Dhadkan, Dhadkan, Dhadkan, Dhadkan - 2 
Dhadkan, Meri Dhadkan, Meri Dhadkan 
Mushkil Ashkon Ko Chhupaana Lagta Hai - 2 
Dulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai 
Palbhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte 
Ab To Har Apna Begaana Lagta Hai 
(Dulhe Ka Sehra Suhaana Lagta Hai 
Dulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai) - 2 

[ Dulhe ka sehra suhaana Songs Lyrics  ]

Main Teri Baahon Ke Jhule Mein Pali Babul 
Jaa Rahi Hoon Chhodke Teri Gali Babul 
Main Teri Baahon Ke Jhule Mein Pali Babul - 3 
Jaa Rahi Hoon Chhodke Teri Gali Babul 
Khoobsurat Yeh Zamaane Yaad Aayeenge 
Chaahke Bhi Hum Tumhe Na Bhool Paayenge 
Muskhil 
Mushkil, Mushkil Daaman Ko Churaana Lagta Hai 
Dulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai 
Mushkil Daaman Ko Churaana Lagta Hai 
Dulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai 
Palbhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte 
Ab To Har Apna Begaana Lagta Hai 
(Dulhe Ka Sehra Suhaana Lagta Hai 
Dulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai) - 6 
Dhadkan Dhadkan, Dhadkan Dhadkan – 4

[ Dulhe ka sehra suhaana Songs Lyrics  ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks