›Lyrics Dub Dub Tu Apani Dhadkano Ko
Hindi Lyrics:Dub dub… Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai Gaati hain jab hawayein, chhaati hain ghatayein Gaati hain jab hawayein, chhaati hain ghatayein Kya mere jaisa tera mann bhi machalta hai Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya Dil banke meri jaan mein tu hi to dhadakta hai Jab manchali fizayein khushboo mein nahayein Jab manchali fizayein khushboo mein nahayein Haan tere jaisa mera mann bhi machalta hai Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya Jaane yeh kaisa pyaar hai, pal pal dil beqeraar hai Saansein teri saanson mein ghuli Chhaane lagi mujhpe bekhudi Jaan-e-wafa itna bata, hai ishq mein kaisa nasha Kya mere jaisa tera mann bhi behekta hai Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Dil pe qaboo nahi mera, jabse yeh ho gaya tera Halka halka khumaar hai, jaanam kya yeh hi pyaar hai Kya ho gaya mujhe kya pata Tu hi zara chhoo kar bata Kya mere jaisa tera tann bhi sulaghta hai Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya Posted By : Mastani Laila