›Lyrics Diya To Jala Sab Raat Re Baalam
Hindi Lyrics:(diya to jala sab raat re baalam par tum laut na aaye par tum laut na aaye) - 2 (bikhar gayi hai sej suhaani rovat hai alabeli jawaani) - 2 chhaliya rasiya kise jaachake (?) ho - 2 ji hamara kalapaaye diya to jala sab raat re baalam bhor bhayi pritam nahin aaye (bhor bhayi pritam nahin aaye man ka dipak bujhata jaaye) - 2 chhaliya rasiya aan milo re - 2 ji hamara ghabaraaye chhaliya rasiya aan milo re - 2