›Lyrics Dilli
Hindi Lyrics:jaagegi raat bhar aur bhaagegi saath par par?? daalegi belagaam khayaalon ko puchhegi yeh sawaal aur maangegi yeh hisaab na sunegi tere jawaabon ko yahaan hai ek nadi aur wahaan ek laal kila par kahaan hain iss shehar ka falsafa yahaan aansu aur geet aur jawaani ki maine tere naam kiya paar aadhi raat aur sadke thi sab mere baad?? main tha, tu thi, aur thi dilli bass... kahin koyi ud rahaan hain kahin koyi gir rahaan hain kahin koyi hain khada, kagaar pe kahin koyi kele junaa aur kahin koyi bane gulaam aur kahin koyi hain pada intzaar mein jab gaya kal main kutubminaar aur suna tha maine ailaan ki bani hai yahaan ek nayi party aawaara hai naam bhatkana hai jiska vidhaan fursat hai kaam kuchh dhundala sa apana nishaan hai wahaan main tha, tu thi, aur thi dilli bass... dekhe yahaan kayi mausam badlate huye dekhe jasbe kayi yahaan paththar banate huye kayi waqt se pehle sab aaj tu kehle yahaan aansu aur geet aur jawaani ki maine tere naam kiya paar aadhi raat aur sadke thi sab mere baad?? main tha, tu thi, aur thi dilli bass... aawaara hai naam bhatkana apana vidhaan hain fursat hai kaam kuchh dhundala sa apana nishaan hai aur main hoon, tu hain, aur hain dilli bass...