›Lyrics Dil Se Teri Nigaah Jigar Tak Utar Gayi
Hindi Lyrics:Dil Se Teri Nigaah Jigar Tak Utar Gayi - 2 Donon Ko Ik Ada Mein Razaamand Kar Gayi - 2 Wo Baadaa-E-Shabaana Ki Saramastiyaan Kahaan Uthiye Bas Ab Ke Lazzat-E-Kaab-E-Sahar Gayi - 2 Dekho To Dil-Farebi-E-Andaaz-E-Naqsh-E-Pa - 2 Mauj-E-Kiraam-E-Yaar Bhi Kya Gul Katar Gayi - 2 Nazzaare Ne Bhi Kaam Kiya Vaan Naqaab Ka - 2 Masti Se Har Nigah Tere Ruk Par Bikhar Gayi - 2 Maara Zamaane Ne Maara Zamaane Ne Asadullaah Kaan Tumhein - 2 Wo Walawale Wo Wo Walawale Kahaan Wo Jawaani Kidhar Gayi - 2