›Lyrics Dil Mein Basaa Ke
Hindi Lyrics:dil mein basaa ke, mit banaa ke, bhuul naa jaanaa prit puraani bhuul naa jaanaa, dil mein basaa ke ye meri kaamosh nigaahen ye meri kaamosh nigaahen, jalate aansuu, thandi aahen le jaa a le jaa ye dil kaa naazaraanaa, bhuul naa jaanaa prit puraani bhuul naa jaanaa, dil mein basaa ke aaj bahaaren ruuth chali hain aaj bahaaren ruuth chali hain, dil ki ummiden tuut chali hain chhalak rahaa a chhalak rahaa gam kaa paimaanaa, bhuul naa jaanaa prit puraani bhuul naa jaanaa, dil mein basaa ke