›Lyrics Dil Ko Churake Le Gaya Ek Ajnabee

Hindi Lyrics:
nazron se mili nazar
aur yeh ho gaya asar
meri roshani benoor ho gayi
woh bhi hosh se gaye
ham bhi hosh se gaye
apni bekhudi mashahoor ho gayi
dil ko churake le gaya ek ajnabee - 2

(main sachha yaar hu
dil ka karaar hu) - 2
bewajah ban gaya 
beraham woh kar gaya sitam
dil ko churake le gaya ek ajnabee - 2

(kya karna pyar se
aa marja pyar mein) - 2
defikar dekhabar besabar
dil kho gaya kidhar
dil ko churake le gaya ek ajnabee - 2
ajnabee ek ajnabee
dil ko churake le gaya ek ajnabee
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks