›Lyrics Dil Dil Dil
Hindi Lyrics:ch: dil dil dil -2 iske haathoN majboor hain sab kyaa ye Khudaa ne banaayaa -2 dariyaa ye dil kaa gahraa hai kitnaa raaz kisne ye paayaa, haay raaz kisne ye paayaa sa: dil dil dil -2 iske haathoN majboor hain sab kyaa ye Khudaa ne banaayaa dariyaa ye dil kaa gahraa hai kitnaa raaz kisne ye paayaa, ho raaz kisne ye paayaa both: dil dil dil sa: o.. both: dil dil dil ch: is dil ke hain roop hazaaroN ye patthar bhi aur kaNval bhi sa: is dil ke hain roop hazaaroN ye patthar bhi aur kaNval bhi ch: iski Khaatir takht bhi chhooTe, bane hain taaj mahal bhi sa: bane hain taaj mahal bhi both: dil dil dil -2 sa: dil dil dil, kahe aake mil ye doori jo miT jaaye to phool se jaayen khil o.. dil dil dil ch: iske haathoN majboor hain sab kyaa ye Khudaa ne banaayaa dariyaa ye dil kaa gahraa hai kitnaa raaz kisne ye paayaa, haay both: raaz kisne ye paayaa dil dil dil -2 ch: kahe aake mil ye doori jo miT jaaye to phool se jaayen khil o.. dil dil dil both: dil dil dil -7