›Lyrics Dhol Khanakte Hain

Hindi Lyrics:
(dhol khanakte hain toh bajte hain manjire
rang nasha taal pade dheere dheere) - 2
rang tum khelo khelo apne pyaro se
rang tum khelo khelo apne dildaaro se
rang tum khelo khelo apne pyaro se
rang tum khelo khelo aao na

hai hai hai hai hai arey ky bajai hain bhaiyya wah

ho goriya hamka tumne sikhai pyar ki mithi boli re 
tumhre sang har raat diwali har din hamri holi re
loot gayi - 2 chain mora loot gayi teerchi najariya re 
ho 
saram karo - 2 aaise toh baaein na kaho bitch bajariya re
ka main kahu ka na kahu hos nahi hain
dil hi kutch aaisa hain tora jurf nahi hain re
goriya chali aa arey jaa chaliya

taki taki....

rang jo chaaye mujhe yaad aaye sapno ki koi duniya re
tu muskaaye khushiya paaye bas yeh mera sapna re
maan gaye maan gaye munna tohe maan gaye 
baat aaisi tune kahi hain
ho jaan gaye jaan gaye 
bitiya ham oh jaan gaye sapno ki duniya bhi koi hain
baat chali thi kaha se kaha gayi re
aaj ke din  hoti hain har baat nayi re
goriya chali aa arey jaa chaliya
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks