›Lyrics Deewana aadmi Ko
Hindi Lyrics:deewana aadmi ko banaati hain rotiyaa - 2 khud naachti hain sabko nachaati hain rotiyaa - 2 deewana aadmi ko... budhaa chalaaye thele ko phaakon se jhul ke - 2 bachhaa uthaaye bojh khilaunon ko bhuul ke - 2 ( dekhaa na jaaye jo ) - 2 so dikhaati hain rotiyaa - 2 deewana aadmi ko... baithi hai jo chehare pe mal ke jigar kaa Ku duniyaa buraa kahe inhe par main to ye kahu - 2 kothe pe baith o kothe pe baith aankh ladaati hain rotiyaa - 2 deewana aadmi ko... kehtaa tha ik faqeer ki rakhna zara nazar roti ko aadmi hi nahi khaate bekhabar - 2 (aksar to aadmi ko ) - 2 khaatii hain rotiyaa - 2 deewana aadmi ko... tujhko pate ki baat bataau main jaan-e-man kyu chaand par pahunchane ki insaan ko hai lagan - 2 (insaan ko chaand mein ) - 2 nazar aati hain rotiyaa - 2 deewana aadmi ko...