›Lyrics Deewana Tere Pyar Mein

Hindi Lyrics:
chaandni ki na toh chahat hain,
chaand ki bhi na jaroorat hain
tujhe chaaha tujhe teri yeh jawani hain junnoooni asmaani
paagal hu main yah deewana
chahe kahe tu begaaana
deewana tere pyar mein

(badal hata aur tu mila roshan yeh dil ho gaya hain
tu aankh se ojhak hua aur dil mera bujh gaya hain ) - 2
roshni ki na toh chahat hain na seetaro ki jaroorat hain
tujhe chahaa tujhe teri yeh jawani hain junnoooni aasmaani rani
paagal hu main yah deewana
chahe kahe tu begaaana
deewana tere pyar mein

yeh ghani zulfein jara chehre se tu hata 
narm najuk sharmo haya sab phalko se tu gira 
madhoshi se tune abhi mujhko jo apn akaha hain
kahamoshiya gaane lagi sannaata kehne laga hain
ab kisiki bhi na chahat hain,
tu bhi na jaane teri jaroorat hain
tujhe chahaa tujhe teri yeh jawani hain junnoooni aasmaani rani
paagal hu main yah deewana
chahe kahe tu begaaana
deewana tere pyar mein

chaandni ki na toh chahat hain,
chaand ki bhi na jaroorat hain
tujhe chaaha tujhe teri yeh jawani hain junnoooni asmaani
(paagal hu main yah deewana
chahe kahe tu begaaana
deewana tere pyar mein) - 2
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks