›Lyrics Daanto Tale Daba Kar

Hindi Lyrics:
danton tale daba kar honth 
aankhen karke badi badi
khaa jaayegi mujhako aaise
dekh rahi hai khadi khadi
ek haseena laga hai jisko unees upar ek maheena
danton tale daba kar honth 
aankhen karke badi badi
kha jaayegi mujhakio jaise
dekh rahi hai khadi khadi
ek haseena laga hai jisko unees upar ek maheena

(phoolon ka ras pee pee kar
husn pe rangat aayi hain
aankhon mein phitne chaal qayamat 
dhokh tabiyat paayi hain) - 2
(naagin jaisi balkhati 
bijali jaisi lehtraati) - 2
ek haseena laga hai jisko unees upar ek maheena
danton tale daba kar honth 
aankhen karke badi badi
khaa jaayegi mujhako aaise
dekh rahi hai khadi khadi
ek haseena laga hai jisko unees upar ek maheena

(has has ke thukaraati jaa
tadpenge tadpati jaa
lekin aye imaan ki dushaman
itna th samjhati jaa) - 2
(pyar khada hai raahon mein
kab aayegi baahon mein) - 2
ek haseena laga hai jisko unees upar ek maheena
danton tale daba kar honth 
aankhen karke badi badi
khaa jaayegi mujhako aaise
dekh rahi hai khadi khadi
ek haseena laga hai jisko unees upar ek maheena
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks